ISLAMIC MONTHS
Search Bar
Wednesday, March 2, 2016
Thursday, February 25, 2016
KARAMAT E MOIN BABA -1
KARAMAT E MOIN BABA
PONNUR
DATE:11/01/2016,
GARVIN:01-TAREEQ,
PONNUR(GUNTUR).
GUSUL KHANI RAHMAT KE FARISTONKI HAZARAT SAYYADANA MOINBABA (AULIYA E PONNUR)R.A KE DARBAR ME URS KE MOKHE PER GUSUL KHANI KARNE KE LIYE BABA KE KUCH KHAS MUREED" BUJJU, MUSTAFA,MOIN TAJ,SHHABER TAJ,ARSHAD KHADARI" LOG BABA KE ROZA MUBARAK KE PAAS GAYE TO KYA PAAYA KE" GUSUL KHANI PAHLE HI HO CHUKI THI AUR PAANI TAPAK RAHA THA".
MATLAB KYA,
URS YE MUBARAK KE WAQT HAR AULIYA ALLAH KE ROZE MUBARAK PE DUNIYAVI GUSUL KHANI KE PAHELE, MEHFILE AULIYA AUR MEFILE RAHAMAT KE FARISHTON KE SAAT DEEN KI GUSUL KHANI HOJATI HAI.
KARAMATE KHADER BABA -1
KARAMAT E KHADER BABA
VIZAYANAGARAM
HUKUM KI TAMEER
HAZARAT KHADER BABA KE ZINDAGI ME, AAP KE DARBAR ME BABA NE FARMAYA" MACHILI LAO", DARBARIYO NE BOLA AAJ AMAAS AUR HAFTHA HAI,MACHILI NAHI MILEGI.PHIR BABA NE FARMAYA' AMEEN KE BHAI MOIN (MOIN BABA,AULIYA YE PONNUR.) KO BULAO" .MOIN BABA DARBAR ME APNE PEER KE SAMNE SAR JHUKAKE HAZIR HOGAYE.KHADER BABA DAS RUPIYE(10/) DIYE AUR HUKUM DIYA KE" JAAO, JAKE MACHILI LAO" BOLE.MOIN BABA JI HUZOOR BOLKE MACHILI KE LIYE NIKALE BAZAR. MOIN BABA MACHILI MARKET GAYE. PURA MARKET SAAF KIYA HUWA THA. MOIN BABA IS SOCH ME PADE KI, PEER KA HUKUM HAI MACHILI LAO,PAR MARKET SAAF HAI.
ITNE ME EK ADMI APNE KHANDE PE EK HI MACHILI LATKAKAR AYA THA,AUR BOLA YE MACHILI DAS RUPIYE. MOIN BABA NE FAURAN KHAREEDLI, AUR DARBAR ME KHADER BABA KE PAAS LE CHALE. KHADER BABA US MACHILI KO SAB KO DIKHAKER ,"DEKHO MACHILI MILGAYI". TAB DARBARIYO NE BOLA "AAP HI MACHILI WALA BANKE GAYE HONGE".TAB KHADER BABA NE KAHAN KE "HAAN WO HUM HI HAI, AGAR MALUM HAI TO, AAP LOG KYUN NAHI GAYE ". SAB LOG SHAR MINDA HUYE. KHADER BABA NE FAR MAYA KE "PEER KE HUKUM KI TAMEER KARNA SEEKHO".
Sunday, February 14, 2016
TAJ WALE KA PAIDAISH
TAJ BABA
Tajuddin Baba was born in 1268 A.H. This date of birth was confirmed by Baba himself.Baba belongs to the family of Hazrat Imam Hassan and HazratImam Hussain. Baba's forefathers migrated from Mecca and settled down in Madras, India and were mostly employed with the military. Baba was born in Madras and later Baba moved to Kamthi. Baba's father died when Baba's mother was pregnant. His father's name was Hazrat Syedna Moulana Badruddin. Baba lost his mother Makhdooma Mohtarma Syeda Amma Maryam Bibi Saheba when he was a baby. His maternal grandfather Hazrat Shaikh Meeran Major took care of Baba after the death of his mother.
Taj wale ki kya shaan hai.
Friday, February 12, 2016
Thursday, February 11, 2016
Sunday, February 7, 2016
THE TWELVE IMAMS
THE TWELVE IMAMS
It is believed in Twelver Shia Islam that ‘aql, divine wisdom, is the source of the souls of the Prophets and Imams and gives them esoteric knowledge calledHikmah and that their sufferings are a means of divine grace to their devotees. Although the Imam is not the recipient of a divine revelation, he has a close relationship with God, through which God guides him, and the Imam in turn guides the people. The Imams are also guided by secret texts in their possession, such as al-Jafr and al-Jamia. Imamate, or belief in the divine guide is a fundamental belief in the Twelver Shia doctrine and is based on the concept that God would not leave humanity without access to divine guidance.
According to Twelvers, there is always an Imam of the era, who is the divinely appointed authority on all matters of faith and law in the Muslim community. Aliwas the first of the Twelve Imams, and, in the Twelvers and sufis' view, the rightful successor to Muhammad, followed by male descendants of Muhammadthrough his daughter Fatimah. Each Imam was the son of the previous Imam, with the exception of Husayn ibn Ali, who was the brother of Hasan ibn Ali. The twelfth and final Imam is Muhammad al-Mahdi, who is believed by the Twelvers to be currently alive, and hidden in the Major Occultation until he returns to bring justice to the world.[6] It is believed by Twelver Shia and Alevi Muslims that the Twelve Imams have been foretold in the Hadith of the Twelve Successors. All of the Imams met unnatural deaths, with the exception of the last Imam, who according to Twelver and Alevi belief, is living in occultation.
The Twelve Imams also have a leading role within some Sufi orders and are seen as the spiritual heads of Islam, because most of the Silsila (spiritual chain)of Sufi orders lead back to one of the Twelve Imams
72 NAMES OF SHAHIDANE KARBALA
72 NAMES OF SHAHIDANE KARBALA
2 Hazrat Abbas Bin Ali (A.S)
3 Hazrat Ali Akber Bin Hussain (A.S)
4 Hazrat Ali Asghar Bin Hussain (A.S)
5 Hazrat Abdullah Bin Ali (A.S)
6 Hazrat Jafer Bin Ali (A.S)
7 Hazrat Usman Bin Ali (A.S)
8 Hazrat Abu B Baker Bin Hasan Bin Ali (A.S)
10 Hazrat Qasim Bin Hasan Bin Ali(A.S)
11 Hazrat Abdullah Bin Hassan (A.S)
12 Hazrat Aun bin Abdullah Bin Jafer (A.S)
13 Hazrat Mohammad Bin Abdullah bin Jafer (A.S)
14 Hazrat Abdullah Bin Muslim Bin Aqeel (A.S)
15 Hazrat Mohammad BIN Muslim (A.S)
16 Hazrat Mohammad Bin Saeed bin Aqeel (A.S)
17 Hazrat Abdul Rehman Bin Aqeel (A.S)
18 Hazrat Jafer Bin Aqeel (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Bani Asad
19 Hazrat Uns Bin Hars Asadi (A.S)
20 Hazrat Habib Bin Mazahir Asadi (A.S)
21 Hazrat Muslim Bin Ausaja Asadi (A.S)
22 Hazrat Qais Bin Masher Asadi (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
23 Hazrat Abu Samama Umru Bin Abdullah (A.S)
24 Hazrat Boreer Hamdani (A.S)
25 Hazrat Hanala Bin Asad (A.S)
26 Hazrat Abis Shakri (A.S)
27 Hazrat Abdul Rehman Rahbi (A.S)
28 Hazrat Saif Bin Hars (A.S)
29 Hazrat Amer Bin Abdullah Hamdani (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jahbi
30 Hazrat Junada Bin Hars (A.S)
31 Hazrat Majma Bin Abdullah (A.S)
32 Hazrat Nafey Bin Halal (A.S)
33 Hazrat Hajjaj Bin Masrooq (A.S) Moazzin of Kafla-e- Kerbala
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Ansari
34 Hazrat Umer Bin Qarza (A.S)
35 Hazrat Abdul Rehman Bin Abd-e-Rub (A.S)
36 Hazrat Junada Bin Kab (A.S)
37 Hazrat Amer Bin Janada (A.S)
38 Hazrat Naeem Bin Ajlan (A.S)
39 Hazrat Saad Bin Hars (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Bijli & Khas-ami
40 Hazrat Zuhair Bin Qain (A.S)
41 Hazrat Salman Bin Mazarib (A.S)
42 Hazrat Saeed Bin Umer (A.S)
43 Hazrat Abdullah Bin Basheer (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Kandi & Ghaffari
44 Hazrat Yazid Bin Zaid Kandi (A.S)
45 Hazrat Harb Bin Umr-ul-Qais (A.S)
46 Hazrat Zaheer Bin Amer (A.S)
47 Hazrat Basheer Bin Amer (A.S)
48 Hazrat Abdullah Arwah Gahffari (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
49 Hazrat Jhon (A.S) Ghulam Abu Zar Ghaffari
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Qalbi
50 Hazrat Abdullah Bin Ameer (A.S)
51 Hazrat Abdul Aala Bin Yazeed (A.S)
52 Hazrat Saleem Bin Ameer (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Azdi
53 Hazrat Qasim Bin Habib (A.S)
54 Hazrat Zaid Bin Saleem (A.S)
55 Hazrat Noman Bin Umer (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Abdi
56 Hazrat Yazeed Bin Sabeet (A.S)
57 Hazrat Amir Bin Muslim (A.S)
58 Hazrat Saif Bin Malik (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Tameemi & Tai
59 Hazrat Jabir Bin Hajjaji (A.S)
60 Hazrat Masood Bin Hajjaji (A.S)
61 Hazrat Abdul Rehman Bin Masood (A.S)
62 Hazrat Baker Bin Haee (A.S)
63 Hazrat Ammar Bin Hassan Tai (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Taghleebi
64 Hazrat Zurghama Bin Malik (A.S)
65 Hazrat Kanana Bin Ateeq (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jahani & Tameemi
66 Hazrat Aqaba Bin Sult (A.S)
67 Hazrat Hur Bin Yazeed Tameemi (A.S)
68 Hazrat Aqaba Bin Sult (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Miscellaneous Martyrs
69 Hazrat Habala Bin Ali Sheebani (A.S)
70 Hazrat Qanab Bin Umer (A.S)
71 Hazrat Abdullah Bin yaqter (A.S)
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
72 Hazrat Ghulam-e-Turki (A.S) Ghulam of Imam-e-SAJJAD (as
Friday, February 5, 2016
PEER KA SAYA
PEER KA SAYA
ALLAH
!
NABI
!
IMAM
!
AULIYA
!
MURED
MUREED KE PEER AULIYA, AULIYA KE PEER IMAM, IMAM KE PEER NABI,NABI KE PEER ALLAH. IS KA MATLAB KYA HAI,AULIYA SE RISSTA HOTO ,TABHI ALLAH SE MULAKHAAT HOGI.EK MAA APNE BACHON SE KITNI MOHABBAT KAREGI YE KOI BOLSAKTA HAI? NAHI,KYUN KI MAA KI MOHABBAT ANMOLE HAI.JAB EK MAA KI MOHABBAT ITNI ANMOLE HAI TO EK AULIYA APNE MUREEDON PE SATTER[70] MAA KI MOHABBAT RAKHTE HAI TO AAP ANDAZA BHI NAHI LAGASAKTE ,KE AULIYA APNE MUREEDON SE KITNA PYAR KARTE HAI.
Wednesday, February 3, 2016
FATEHA
FATIHA
Fatiha Ka Faidah
Farmane Mustafa Peace Be Upon Him:
Meri Ummat Gunan samit Qabr me Dakhil Hogi aur Jab nikle gi to be Gunaah hogi Kyunki Woh Momin ki Duaaaon se Bakhsh di Jati hai.
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 6)
Jo koi Tamam Momin Mardon aur Auraton ke liye Dua e Maghfirat karta hai. Allah Ta'aala Uske Har Mard aur Aurat ke Ewaz (Badle) aek Neki Likh deta hai.
Ay Hamare Rab! Meri aur Har Momin aur Momina ke Maghfirat Farmaa. Ameeen.
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 8)
Jo Ba niyat e Sawaab apne Waliden dono ya Aek Ki Qabr ki Ziyarat kare Hajje Maqbool ke Barabar Sawaab Paye aur jo Ba kasrat Unki qabr ki Ziyarat karta ho. Farishte uski Qabr ki (yani Jab yeh Faut hoga) Ziyarat ko Aayen.
(Ref. Fatihar aur Esal e Swaab ka Tariqa Page No. 3)
Fatiha Ka Tariqa
Wazu karne ke bad Qibla roo (Kaba Shari ke Traf Munh karke) baith Jayen Jis cheez par fatiha dena ho usko samne rakh le. Samane rakhna sirf Mubaah aur jaaiz hai. Agar Woh cheez dhaki (Pack) hai to khol (Open kar) le aur looban agarbatti sulgaye (Agar Maujood ho to) fir 11 bar Darood Sharif padhkar Panj (Panch) Qurani Aayat sharif ki tilawat kare Ya Jitna Zyadah ho sake Tilawat Kre.
11 Bar Durood Sharif
Allahumma Sal li alaa sayyidina muhmmadeew w alaa aa-li sayyidina muhammdeew w ashabihi w barik w sallim Ya Sallallahu Alai hi w sallam.
Aayat sharif
Laqad jaakum rasoolun min anfusikum AAazeezun AAalayhi ma AAanittumhareesun AAalaykum bialmu/mineenaraoofun raheemun Fa-in tawallaw faqul hasbiya Allahu la ilahailla huwa AAalayhi tawakkaltu wahuwa rabbu alAAarshi alAAatheemi (Para 11)
Surah Al-Kafiroon
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul ya ayyuha alkafiroona
2. La aAAbudu ma taAAbudoona
3. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
4. Wala ana AAabidun ma AAabadtum
5. Wala antum AAabidoona ma aAAbudu
6. Lakum deenukum waliya deeni
Surah Al-Ikhlas
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul huwa Allahu ahadun
2. Allahu alssamadu
3. Lam yalid walam yooladu
4. Walam yakun lahu kufuwan ahadun
Surah Al-Falaq
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Qul aAAoothu birabbi alfalaqi
2. Min sharri ma khalaqa
3. Wamin sharri ghasiqin itha waqaba
4. Wamin sharri alnnaffathatifee alAAuqadi
5. Wamin sharri hasidin itha hasada
Surah Al- Naas
1. Qul Aauzu Bi rabbinnasi
2. Maliki alnnasi
3. Ilahi alnnasi
4. Min sharri alwaswasi alkhannasi
5. Allathee yuwaswisu fee sudoori alnnasi
6. Mina aljinnati waalnnasi
Surah Fatiha
1. Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
2. Alhamdu lillahi rabbi alAAalameena
3. Alrrahmani alrraheemi
4. Maliki yawmi alddeeni
5. Iyyaka naAAbudu wa-iyyaka nastaAAeenu
6. Ihdina alssirataalmustaqeema
7. Sirata allatheena anAAamta AAalayhim ghayri almaghdoobiAAalayhim wala alddalleena
Surah Baqarah
Bismi Allahi alrrahmanialrraheemi
1. Alif-lam-meem
2. Thalika alkitabu la rayba feehi hudan lilmuttaqeena
3. Allatheena yu/minoona bialghaybiwayuqeemoona alssalatawamimma razaqnahum yunfiqoona
4. Waallatheena yu/minoonabima onzila ilayka wama onzila min qablika wabial-akhirati hum yooqinoona
5. Ola-ika AAala hudan min rabbihim waola-ika humualmuflihoona
Aayaate-E- Khamsah
1. Wa-ilahukum ilahun wahidun la ilahailla huwa alrrahmanualrraheemu
2. inna rahmatallahi Qareebum Minal Musineena
3. wamaa Aesalnaka illaa Rahmatal lil Aalameen
4. Ma kana muhammadun aba ahadin min rijalikumwalakin rasoola Allahi wakhatama alnnabiyyeena wakana Allahu bikullishay-in AAaleeman
5. Inna Allaha wamala-ikatahu yusalloona AAalaalnnabiyyi ya ayyuha allatheenaamanoo salloo AAalayhi wasallimoo tasleeman
Jazallah Anna Syyedina Muhammadam Maa Huwa Ahluh
Sallallahu Alaihi Wa sallam
Subhaa na rabbi ka rabbil izzati Ammaa yasifoon wa salaamun alal mursleen wal hamdullilaahi rabbil Aalamin
Ab Fatihaa Padhne wala Hath Uthakar Buland Aawaz se " Al- Fatiha" kahe. Sab log Ahista se Yani itni Aawaz se ki Sirf Khud Sune Surah Al- Fatiha Padhen. Ab Fatiha Padhane Wala is tarah Elaan kre Mere Islami Bhaiyo! Aap ne Jo Kuch bhi Padha Hai Uskaa swab mujhe de dejiye. Tamam Hazireen Kah Den "Aap ko De Diyaa" Ab Fatiha Padhana Wala Esal e Swaab kar de.
Eisal e Swaab ke Liye
Duaaa Ka Tariqa
Ya Allah ! Jo Kuch Padha Gayaa ( Agar Khana wagirah hai to is tarah se bhi kahiye) aur jo kuch khana wagairah pesh kiya gya hai uska Swaab hamare Naaqis Amal ke Laiq nahi Bilki apne karam ke Shayaane Shaan Mar-Hamat farma au rise hamari Janib se Huzoor Rahmatul lil Aalameen sallallahu Alaihi Wa sallam ki Bargaah me Nazr Pahuncha. Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Tamam Inbiyaa – E- Karaam Alaihimus Salaam, Tamam Sahaaba – E- Karaam Alaihimur Rizwaan, Tamam Auliyaa e Ezaam Rahimullahussalaam ki Janab me Nazr Pahuncha. . Sarkar – e – Madina sallallahu Alaihi Wa sallam ke Tawassut (waseele) se Syyedunaa Aadam Safiyullah Alaa Nabiyina wa Alaihissalatu wassalaam se le kar ab tak jitney Insaan wa Jinnat Musalmaan huwa aur Qiyamat tak honge Sab ko Pahucha. Es Dauraan Bahter yah ki Jin Jin Buzugon ko Khusoosan Esaal se Swaaab karna hai Unka bhi Naaam le te Jayiye. Apne Maaa Baaap aur Apne Peer o Murshid ko bhi Naam ba Naam Eisaaal e Swaab kijiye.
Note: Faut Shudgaan me se jin jin ka Naam lete hain unko khushi hasil hoti hai agar kisi ka bhi naaam na len sirf itna hi kah len ki Ya Allah! Eska sawaab Aaj tak jitney Ahle Imaan huwe un sab ko Pahunchaa tab bhi har aek ko Pahunch Jayegaa. In sha Allah
Ab Hasb e Mamool duaaa Khatm kar dijiye. (agar thoda thoda khana aur pani nikala tha to who dosre khano aur Pani me daal dijiye)
INSANIYAT SAWAB
MARNE KE BAD KI INSANIYAT SAWAB
Shabbe barat ki raat ko hazrat raoolillah sallellahu alehi wasallam wo khud khaberstan jaker jo gujar chuke hai unke liye dua karte the.zab allah ke nabi ko maan te ho to unki amal ko bhi manleejiye.
Jo Sawab Ki Niyat Se Apne Waldain Ya ek Ki Qabr Ki Ziyarat Kare, Maqbool Hajj Ke Brabar Sawab Payega Aur Jo Kasrat Se Unki Qabr Ki Ziyarat Karta Ho To Farishte Uski (jab yeh admi wafat payega) Ziyarat Ko Ayenge. Kya hum apne maa baap ke liye marne ke bad bhi dua nahin karnge to allah kabhi maaf nahin karega.Bhir namz,roza,hajj,zakat,khurbani,fitra ye sab maa baap ke khidmat ke barabar nahin.
KHADAM BOSI
KHADAM BOSI/SIJDA
ALLAH HUTALA KHUD KHADAMBOSI KI HUKUM DEE.DUNIYA KE PEHELE INSAAN AUR NABI ADUM ALEHISSALAM KO SIJADA KARNE KA HUKUM,YE ALLAH KA MOMINO PAR PEHELA HUKUM HAI, AUR ISEESE HI NAMAZ ME PEHELA SAJADA E HUKUM KARTE HAI, YE SAJADA YE HUKUM NA MAAN KAR IBLISH JANNAT SE BAHAR HOJAATA HAI.TAB FARISHTON NE ALLAH KE FARMABARDAR HUYE ISI LIYE PHIR SAJADA YE SHUKAR KIYA. YAHI WAZHA HAI KI HUM NAMAZ ME DO SAJADE KARTE HAI.ZAB KHADAMBOSI AUR SAJDE KE BINA NAMAZ ADHURI HAI . TO KHADAMBOSI KARNE ME GALATI KYA HAI.
Subscribe to:
Posts (Atom)